![]() |
No need computer |
Root kya hai -
kai apps, games hamare phone main install hone ka baad bhi work nahin karte, inhe workable bnane ke liye
ek special treatment ki jarurat padti hai jise hum root ke naam se jante hai .
ek special treatment ki jarurat padti hai jise hum root ke naam se jante hai .
Aap kuch hi steps follow kar apne phone ko root kar sakte hai.
Android phone ko root kaise karein -
Step 1- Sabse pahle apne phone ka OS(operating system) check karein.
Setting>about phone>software version main 4 se 5 baar click karein.
Step 2- King root .apk download karein aur ise install karein.
Step 3- Open the app.
Step 4- Root main 3 to 4 times click karein.
Step 5- Jab Sahi ka Nishaan aa jaye, to samajh lijiye aapka phone root ho gya hai.
:- Ab aap chahain to Google play store se root checker app install kar aap apne phone ka root status check kar sakte hai.
NOTE : Agar aapko root se related kisi bhi tarah ki problem aaye to aap hmain neeche comment kar sakte hai.
2 comments
How to update android 5.0.2 rooted device to 5.1.1. kya mujhe sari rooting apps aur xposed installer ki apps pehle delet karni pade gi?
Dont post spam links