Suscribe Now

Android top 23 amezing aplication



Ager ap android user he to apke mobile me ye top useful apps honi chahiye.
Ager apke mobile me ye useful apps nahi he to
ap hamare link se download kar sakte he.


  1. Whatsapp messenger Whatsapp chating massage software he jiske dwara ap mobile contect number ko add karke unse video, sms, image sound ke rup me chat kar sakte he.
  2. apps locker Apps locker jesa ki nam se he jahir me ye apki apps me lock laga deta yani ap jo chahe apps me password laga sacte he. Ap apne mobile ke seting option me bhi password laga sacte he.
  3. lcg xplore Lcg xplore android mobile me best file manager he. Isme apko sab kuch milega. Is ke dwara ap file ko move, copy, pest, rename, delete, sent, make a zip, open a zip rar, 7z or bhi bahut kuch
  4. opera mini browser Opera mini high speed net page open karne wala browser he. Sath he ye data saving bhi karta he.
  5. google chrome Chrome full html5 browser he. Jo kam ap pc ke browser me karte he wo sab kam ap is apps ki maddat se mobile me bhi kar sakte he
  6. google maps Google maps ke dwara ka kisi bhi city, place ka map ghar me hi bet kar dekh sakte he.
  7. hot star tv Hot star best android free indian tv online play apps he. Iske maddat se ap online tv free me dekh sakte he.
  8. scr recorder Ye apps apki mobile ki screen me jo chal raha he uska ko record karta he yani ager ape apne mobile me kya kya ho raha he uski video banana chahte he to ap is apps ka use kar sakte he.
  9. Adof photoshop Photo edit software he jisme apko pure fanction milenge yani image ko copy cut pest se lakar full edit kar sacte he.
  10. Any shere Ye high speed wifi network ka use karke file share kar sacte he ek mobile se dusre mobile par
  11. Youtube mobile Ap youtube ki koi bhi video online offline dekh sacte he sath he download kar sakte he.
  12. Amozon Amozon online shopping site ki apps he jiske dwara app online shopping kar sacke he
  13. Video editor Video ko edit kar sakte he. Koi bhi kaisi bhi movie ko edit ko or convert kar sakte he.
  14. Clean master Ye apke phone ki memory ko clean karata he yani jo apps ap open karte he wo apki ram memory use karke junk file (bekar ki file) ko banate. Ye app apke phone ki ye file ko delete karte he
  15. Droid vpn Droid vpn apko free nat data deta he. Jiski madad he app per day 100mb free use kar sakte he.
  16. Fire fox browser ye apps html5 page open ke sath sa th downloading bhi karta he.
  17. Google translate Kisi bhi bhasa ko apni bhasa ya kisi bhi bhasa language me convert karta he sath hi kisi site ki language bhi convert kar sakte he.

  18.  You tube Hd vedeo download Koi bhi video ko hd video me download kar sakte he ap is apps ke dwara

  19. ucweb browser uc web se ap high speed me download kar sakte he. sath hi site ke ads se bach sakte he.

  20. vlc media player vlc media player video player me isme ap dual adio wali vedio movies ko hindi ya English me play kar sakte he.

  21. kingroot Ye app Ki maddat se app apne phone ko root kar sakte ho. or fir ap Kisi apps ko apne mobile me instoll kar sakte ho.

  22. nextg tv Ye online tv play apps he. Ap is apps se low quality se le kar high quality me tv dekh sacte he. ye 3g, 2g dono hi network me tv channals ko online play kar sacta he.

  23. root checker root cheker is app se ap pata laga sakte he ki apka phone root he ya nahi.

2 comments

Author
avatar

sir top apps ka link dene ke liye thanks

Balas
Author
avatar
Balas

Dont post spam links