Google translater
Software details
Dosto aj ke is yug me her perkar ki bhasha ka gyaan hona jaruri he.
Jab hum internet ke dwara koi jankari search karte he to waha hame English ya or other lauguage me hoti he jo ki adhiktar indian samj nahi pate.
lekin is apps ki maddat se aap kisi bhi language ya website ka translate hindi me or gujarat i, punjabi me kar sakte he.
Esi hi ek apps he google translate
Dosto google translate ek language converter software he jo ki kisi bhi bhasha (language) ko duniya ki kisi bhi language
me convert kar deta he.
Yaa u kaho google translate humaare liye wardaan h.
fir use ap kisi bhi bhasa yani hindi, english, japenis, chines, or any language me convert kar sakte hai.
Is app ko google dwara banaya gaya he
Ager app kisi bhi website ko translate karna chahle he to ap google translate ka use kar sakte he
To fir ise download kare or use kare
Features-
1- aap koi bhi word, website ki langauge ko apne hisaab se convert kar easily samjh sakte ho.
2-isme OCR recognition h.
Matlb aap koi bhi image (like book ki koi photo capture kar lo) us se aap text form baahaar nikaal sakte ho.
Dosto ye OCR recognition bahut jaruri h special unke liye jo student h.
Ye hume help kartaa h assignment banaane me.
3- isme aap kisi bhi language ko bolkar aap likh sakte h.
Aur use kisi aur languages me convert bhi kar sakte h.
4-isme ek handwriting tool hotaa h .
5-isme aap jaruri words ko one tuch click me save kar sakte h.
"Dosto mera ye maan na h knowledge kahi se bhi aaye hume leni chaahiye."
To dosto aapko humaaraa ye post kesaa lagaa hume comment kar jarur bataaye taaki hum isi tarh aapki help kar sake.

Dont post spam links