Suscribe Now

10 best screen recorder for Android 5.0 or 6.0

Best Screen recorder for Android 5.0 and 6.0

Screen recorder for Android
Find2help


hello friends android 5.0 and 6.0 se aap high qualty video ko recoder kar sakte ho wo bhi binaa root ke. jab kitkat me screen record karne ke liye pahle hume root karnaa padtaa hai.
find2help  aap ke liye laaye hai ayse hi 10 best screen recorder android 5.0 or 6.0 aur is se puraane virsion lekin lolipop se neeche ke virsion ke liye root jaruri hai.
android 5.0 or 6.0 ke liye root jaruri nahi hai.

10 best screen recorder for Android 5.0 or 6.0

1. mirror :   ye app hamesha live video creat kartaa hai. wo bhi high reolution me ( save as MP4). 

2. unlimited screen recorder:     ye ek bahut hi usefull recorder hai jo ki android smartphon ki screen record kartaa hai bhi binaa kisi watermark ke.

3. llos screen recorder: ye recorder ek tarh se sharing recorder hai. kyu ki is recoreder ki ye khaas baat hai ki aap recorde ki gayi video ko youtube, facebook,,google drive and dropbox par shear kar sakte hai.

is recoreder  ki ye bhi khaas baat hai ki is recorder me koi bhi adds aur koi bhi watermark nahi show hota hai.
aur isme video limit ki koi length bhi nahi hai.

4. lolipop screen recorder: ye sirf android 5.0 aur 6.0 par hi work kartaa hai.



5. AZ screen recorder; ye screen record ki gayi video ko unlimited length tak record karta hai.
wo bhi binaa kisi watermark ke. aap is app ki help se hd aur full hd video  record kar sakte ho.

6.    unlimited screen recorder free:   aap is app ki help se unlimited length ki video multiple resolution me record kar sakte ho.

7. telecine;   ye recorder screen record karne ke liye best recorder hai kyu ki ye recorder screen record karne se pahle 3 second ka countdown detaa hai.
aur ye USB debugging notification ko hide rakhta hai jis se video smooth record hoti hai.

8. screen recorder:   is app ki help se aap binaa root ke easly video record kar sakte hai. wo bhi jab aap game khel rahe ho yaa making outgoing calls and Skype Chat. record kar sakte hai aap chahe to front faching camra ko bhi add kar sakte hai.

9. Rec. (screen recorder):   ye lambe time tak ki video record karta hai wo bhi audio ke saath  (up to 1 hour). is app ko use karnaa bahut hi simple aur bahut hi easy hai.

10. screen recorder;     ye recorder ek professionally use ke liye best application . khaaskar us ke liye jo ek blogger hai.
kyu ki ye application audio bhi record karta hai aur aapkaa banner bhi detaa hai.
lekin uske liye aaapko ise pro viesion me kharidnaa padegaa.

Kisi bhi app ko pro version me kaise kharide




To dosto aapko ye article kesa lagaa hume comment kar jarur bataaye.

 is post ko likhne me humne bahut mehnat ki hai.

Agar aapko screen recorder se related koi bhi problem hai to aap feel free hoker hume comment kar puch sakte hai .

                         Thanks for reading.

1 comments:

Author
avatar

Most valuable content on your blog. I am really very big follower of your blog after reading your blog. This is first time when I visited your blog. I am beginner as a blogger and this is my blog - www.sadupayog.blogspot
I wanted to add a Facebook-Twitter sharing button floating widget in my blog. So please please suggest me how can I add this social sharing button floating widget like you.
I am waiting for your blog Thank You.

Balas

Dont post spam links