Suscribe Now

Pc, Laptop me Internet speed kaise fast kare.


Aapne apne ghar me Broadbent connection lagaye he ya 3G, 4G Internate pack activate kiya he. lekin fir bhi apke computer me slow processing ho rahi he. yaha tak ki downloading to dur ki bat, web page bhi show open hore he. esi problem india me sabse jyada rahti he. lekin is problem ka solution karna bhi jaruri he. to jante he solution ke sath sath iske kuch karan

Internat Show Speed ke karan

waise dosto mobile ki hi tarah adhiktar log samjate he. ki computer me show speed ka ek karan coputer me Install net use karne wale software he. joki net connect hone per auto start hoker net use karne lagati he or computer ki internat speed ko kam yani show kar deti he. jinhe hum block karke  ya uninstall kake apne computer ki net speed ko bada  sakte he. lekin esa samjana galat he. reality me computer me esa bahut kam hota he. to dosto jo trick hum apko bata rahe he usse aapke computer ki speed kafi bad jayegi to jante he ye workable trick.

Kaise kare computer me internet speed fast.

Computer me net speed ko fast karne ke liye sabse pahle start button me click kare. Fir RUN option me click kar waha per gpedit.msc type kare. 
Esa karne per aap ke samne pc me group policy naam ki window open ho jayegi. Is window ko dekhne par isme aapko “computer configuration” likha dikayi dega. 

Isme click kare. Fir aap “administrative template” option me do bar click Kare. 
Itna karne ke bat apko “network” option me click karna he.  fir network option open hone ke bat aap “QoS Packet Scheduler” per dubble click kare. Fir isme click karne ke bat aap “Limit reservable Bandwidth” option me click kare. Fir aapke Pc me ek nayi window open hogi. Jisme apko setting option dikhayi dega. Aap dekhenge ki setting “Disabled he ya “Not Confirgurd” and internet speed 20% |
Net speed badane ke liye aap “  Enable Button me click kare and fir Internet speed 20% ki jagah 0% kar de. Fir inta process karne ke bat aap last me Apply Button me click karne ke bat Ok Button me click kar de.

Fir dosto apne computer ko Restart kare. Or bane connection ko Internat se connect kare. Or apne coputer ke koi bhi browser ko open karke high speed se koi bhi web page open or downloading kare. 

4 comments

Author
avatar

thanks to sharing this information

Balas
Author
avatar

bahut achhy jankary di he aapne great post



Balas
Author
avatar

thanks friends...............

Balas
Author
avatar

thanks friends...............

Balas

Dont post spam links