Suscribe Now

pdf file banana bina scaner ke(make pdf file without scanner)

Computer me easily pfd file kaise banaye

Dosto ajkal har online information hame pdf (printed document file) ke rup me milti he
Or pdf file ko open karke dekhne ke liye hame pdf reader software ki jarurat hoti he.
Pdf reader software hame computer se lakar mobile ke liye asaani se internet me mil jate he.
Likin dosko pdf reader s oftware pdf file ko kewal read yanhi open karta he.
Hum pdf reader se apni type kiye huye topic ki dpf file nahi bana sakte he
Aj kal har koi apne documents, important certificate ki cyber cafe me jakar pdf file bana raha he
Cyber me pdf file banana ke liye scanner machine ka use kiya jata he.
Lekin scanner le pana har kisi be bus ki bat nahi hoti he.
To dosto jante he kaise banaye
Bina scanner me pfd file computer me kaise banaye
Iske iye apko apne computer me Microsoft Office 2010 Install karna hoga….
Or apko MS Word 2010 ki puri jankari honi chahiye...
Sabse pahle apne mobile se document ki good quality image capture kare.
Fir use computer me save kare…


Anpe computer me MS Word 2010 open kare



Insert me jaker Picture insert me click kare….




Apka my computer or this pc open hojaye .
.
Picture file select kar insert me click kare


A4 peper size ke anusar picture ka size ko adjustment kare….
Or ko text add karna he to type kare….


Fir file tab option me click kar save option me click kare

Fir ma name type kare



Save as type me PDF select kere or save me click kare..

Or file close kare de..

Fir my computer ke liye keyboard me win ke e key press kare or document  me file ko open kare apki file ap pdf reader me open hogi
Ager aap mobile me pdf file dekhana chahte he to
Mobile me pdf reader install kare
Fir mobie me pdf file aap dekh sakhe he..


Is tarah se aap koi topic type kare bhi pdf file bana sakte he………































Dont post spam links